Tag Sunnat

Kya Baalo Par Mehendi Lagana Sunnat Hai?

Jawab: Agar Baal Safed Ho Jaayein To Unhe Kaale Rang Ke Ilawa Kisi Aur Rang Se Badal Lena Behtar O Mustahsan Hai. Lehaza Mahendi Lagana Sunnat E Mustahibba Keh Sakte Hain. Khalifa E Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Khadim…

Islam Mein Hijama Karwana Kaisa Hai?

Jawab: Hijama Ek Ilaaj Hai. Zarurat Ho To Us Ke Karne Mein Koi Harj Nahi. Balke Ye Ilaaj Huzoor Sallallahu Alahi Wassallam Ki Sunnat Bhi Hai. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi

Wazu ki sunnatein kitni hai?

Wazu 16 Cheeze Sunnat Hai. Wazu Ki Sunnatein 1) Wazu ki niyat karna. 2) Bismillah shareef padhna. 3) Pehle dono hatho ko 3 martaba dhona. 4) Miswaq karna. 5) Dahine (right) hath se 3 martaba kulli karna. 6) Dahine (right)…

Wazu Ke Faraiz Aur Wazu Ki Sunnat

Wazu Mein 4 Faraiz Hai. 01 Muh Dhona. 02 Kohniyoon Samet Dono Haath Dhona. 03 Sar Ka Masah Karna. 04 Takhno Samet Dono Pav Ka Dhona. Kisi Ujw Ke Dhone, Ke Yah Maani Hai Ki Us Ujw Ke Har Hisse…

Taraweeh Namaz Aur Luqma dene ke masail

Masla: Taraweeh namaz mard wa aurat sabke liye Sunnat-E-Muakkida hai iska tark jayez nahi. Masla: Jamhur ka mazhab ye hai ke Taraweeh Namaz bees (20) rakatein hain aur yehi ahadees se sabit. Masla: Taraweeh ka waqt isha namaz ke farz…

Kya Zohar Namaz ki 4 Rakat Sunnat E muakkadah

Aur Fajar, zohar, Asar, Maghrib aur isha mein dusre rakat ke qaide mein Attahiyat ke baad Durood e Ibrahim padh le bhool ke. To kya sajda e sahw karna hoga. Jawab: Farz, Wajib, ya sunnat e muakkada ke qa’da e…

Kin Panch Waqto Mein Nahana Sunnat Hai

Panch Waqto mein Nahana Sunnat Hai. 1) Jumuah, 2) Eid, 3) Bakra-Eid, 4) Youm E Arfat Ke Din, 5) Ehram Baandhte Waqt. In Sab ke liye Nahana Mustahab Hai. 1) Maidan e Arfaat Mein Thahar ne ke waqt. 2) Muzdalifa…