Category Nikah

Shadi Mein Jo Mahar Dete Hai

Wo Jisse Shaadi Horahi Wo Ladki Tai Karegi Kitne Hona Hai. Ya Ladka Jitne Dena Hai Utne De Sakta Hai? Jawab: Aapas Ki Raza Mandi Se Mahar Tai Karein. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Dilshad Ahmad Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar Al-Ifta…

Kya Chacha Se Bhatiji Ki Shadi Hosakti Hai

Agar Chacha Sage Nahi Hai. Door ke Hai Toh? Jawab: Door ke chacha kis tarah ke iski wizaahat zaruri hai. Khalifa e Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Court marriage ki kya haqiqat hai islam me

Matlab hamari shariyat use qubool karti hai ya nahi? Jawab: Agar 2 (do) gawahan e sharai ki maujoodgi mein ijab o qubool kiya ho to nikah nafiz hoga warna nahi. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar…

Wahabiyon ki shaadi Mein Jaane Ka Anjaam

Jawab: Wahabi badmazhab hai aur jiski badmazhabi hadd e kufr ko pahoch chuki, wo murtad ke hukm mein hai aur murtad ka nikah kisise nahi ho sakta. Lehaza unka nikah, nikah nahi zina ki dallali hai aur jo usme shareek…