Tag Sajda E Sahw

Magrib ki Namaz ke dusre qaide mein Atahiyat

ke baad durood shareef padne per Kya Sajda Sahw karna zaroori hai? Jawab: Agar Durood sharif Sayyidina Muhammadin tak parh liya, to sajda e sahw wajib hai. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Sajda e Sahw Kab Wajib Hota Hai?

Jawab: Jo Baatein Ki Namaz Mein Wajib Hai, Unmein Se Kisi Ek Ke Bhool Kar Chooth Jaane Se Sajda e Sahw Wajib Hota Hai. Jaise Farz Ki Pehli, Yaa Doosri Rakat Mein Alhumdu, Ya Surat Padhna Bhool Gaya. Ya Sunnat…

Qaza Namaz Ki Witr Ki Tesri Rakat Mein Surah Ke Baad

Allahummag Firli Ki Jagah Par Bhul Se Subhan Allah Padh Liye. Namaz Ho Jayegi Ya Dohrani Hogi. Akhir Mein Sajda E Sahw Bhi Kiya. Jawab: Mazkura Surat Mein Namaz Ho Jaayegi. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi Khadim…

1. Farz ka matlab kya hai?

2. Kya Sujood faraiz mein se ek farz hai? 3. Agar namaz mein koi farz chhut jaayein to kya hukm hai? 4. Agar zaid ko salaam ferne ke baad yaad aaya ke uska sajda chhut gaya to kya hukm hai?…

Taraweeh Namaz Aur Luqma dene ke masail

Masla: Taraweeh namaz mard wa aurat sabke liye Sunnat-E-Muakkida hai iska tark jayez nahi. Masla: Jamhur ka mazhab ye hai ke Taraweeh Namaz bees (20) rakatein hain aur yehi ahadees se sabit. Masla: Taraweeh ka waqt isha namaz ke farz…