Category Aqeedah

Election ke douran vote dalne wale ko rishwat

De dete hai Ke ham ko vote dalo. Har party wale political party head kafir hai lekin batne wale candidate musalman hai. Is surat mein wo paise halaal hai ya nahi? Jawab: Leaders election ke dino mein vote ke liye…

Adam Alaihis salaam ki baayein phasli se

Hazrat e Hawwa ko paida farmaya gaya. Aur ye mash hoor hai har aurat apne SHOHAR ki phasli se bani hai. Kya ye sahi hai? Jawab: Hazrat hawwa رضی اللہ تعالٰی عنہا se Mutalliq ye baat durust hai. Yaani Aurat…

Sunni hai ya gaire sunni pehchan mushkil hai

To usko salam Karein, ya na karein? Jawab: Is surat mein uske taur Tareeqe se agar wo sunni maloom ho, to salam karne mein harj nahi. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Koi agar ye kahe ke ham wali hai

Fir kehte hai ke ham har kam Huzur ﷺ se puchke karte hai Aur jahiri darhi na rakhhe aur kahe ke roohani mein darhi hai. Kya aisa hota hai? Jawab: Hukm zahir par hota hai. Lehaza agar wo darhi mundaata…

Job Ke Liye Fake Documents Submit Karke

Us Job Ko Zaroorat Ke Tahet Hasil Karna Kaisa? Maslan Zaid ne Kisi Company Mein Kabhi Kaam Nahi Kiya Hai, Par Us Company Ka Fake Letter Bana kar naye company mein submit karke job hasil karna. Aisi Job se kamayi…