Category Ramzan

Kya kisi Kafir ke paiso se iftar party karna sahi hai?

Jaise kisi Neta ne paise deke bola ki party kardo.nnKya aisa karna sahi honga?nnJAWABnnYe siyasi iftar party hai iska shar’an koi lena dena nahi na is par sawab milega.nnBalke agar kafir ko bulaaye to sakht gunahgar hoga.nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar…

Kin Cheezon Se Roza Nahi Toota Hai?

Masla: Bhool kar khaaya Piya HumBistari ki, Roza na toota chaahe wo Roza Nafl ho ya farz. Masla: Kisi Rozdaar ko bhool kar khaate ya peete dekhe to yaad dilaana wajib hai, yaad na dilaya to Gunehgaar hua. Masla: Makkhi, ya Dhua,…

Sadqa e Fitr Ki Miqdar Kya Hai?

Jawab: Sadqa e Fitr Ki Miqdar Yeh Hai ki Gheun. Ya Uska Aatha Adha Saa Dein Aur Khajoor, Munaqqa, Ya Jau, Ya Uska Aatha Ek Saa Dein Aur agar In Charon Ke Alawa Koi Doosra Galla Wagairah Dena Chahein. Toh…

Itikaf ka bayan

Hadees Ummul Momineen Siddiqa Radiyallahu Taala Anha Se Riwayat Hai Ke Rasoolullah SallalLaahu Ta’ala Alaihi Wasallam Razmzan Ke Aakhri Ashra (Aakhri 10 din) Mein Etikaf Farmaya Karte. Bukhari, Muslim Hadees Hazrate Abdullah Ibne Abbas Radiyallahu Ta’ala Anhuma Se Riwayat Hai…

Sehri aur iftar ki hadees aur masail

Sehri aur Iftar ki hadees Hadees: Hazrate Anas  Radiyallahu taala anhu se Riwayat hai ke huzoor-e-aqdas sallallaahu Ta’ala alaihi wasallam ne farmaya SEHRI KHAO KE SEHRI KHAANE MEIN BARKAT HAI. (Bukhari, Muslim) Hadees: Hazrat Abdullah ibne umar Radiyallahu ta’ala anhuma…