Category Ramzan

Itikaf ka bayan

Hadees Ummul Momineen Siddiqa Radiyallahu Taala Anha Se Riwayat Hai Ke Rasoolullah SallalLaahu Ta’ala Alaihi Wasallam Razmzan Ke Aakhri Ashra (Aakhri 10 din) Mein Etikaf Farmaya Karte. Bukhari, Muslim Hadees Hazrate Abdullah Ibne Abbas Radiyallahu Ta’ala Anhuma Se Riwayat Hai…

Sehri aur iftar ki hadees aur masail

Sehri aur Iftar ki hadees Hadees: Hazrate Anas  Radiyallahu taala anhu se Riwayat hai ke huzoor-e-aqdas sallallaahu Ta’ala alaihi wasallam ne farmaya SEHRI KHAO KE SEHRI KHAANE MEIN BARKAT HAI. (Bukhari, Muslim) Hadees: Hazrat Abdullah ibne umar Radiyallahu ta’ala anhuma…

Roze Ki Halat Mein Kisi Bhi Tarah Ki Inheler

(Band Naak Kholne Wala) Balm (Vicks Balm) Sunghna Ya Lagana Kaisa? Jawab: Balm Wagairah Ke Sunghne Mein Harj Nahi Ke Sirf Khushbu Jaati Hai. Inheler Mein Baareek Zarraat Naak Ke Andhar Pahunchte Hain. Jis Ki Wajah Se Roza Toot Jaayega.…

Roze ki halat mein kaan se mawad beh raha hai

To aisi halat mein roza toota ya nahi, ya makrooh hoga. Jawab inayat farmaye. Jawab: Kaan behne ki waja se roza nahi tootega. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi