Category Khawateen

Kya Istehaza ka khoon napaak hai

Aur agar kapde par lag jaayein toh kapde ka kya hukm hai? Istehaza ki halat mein namaz kaise padhein? Jawab: Istehaza ka khoon bhi Napaak hai. Yaani ek dirham ya us se zyada lag jaayein to kapda na paak ho…

Mard Ho Ya Aurat Bina Underwear Pahne Reh Sakte Hai

Aur Bina Underwear Ke Namaz Hogi, Ya Nahi? Jawab: Underwear aaj ki ijaad hai, Guzishta zamane mein, ye na thi. Lehaza iska pahenna lazmi nahi. Aur begair iske pehne, Namaz bila karahat jaayez hai. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri…

Haiz aur nifas kise kehte hai?

Baliga aurat ke aage ke maqaam se jo khoon aadhi taur par nikalta hai aur bimari, ya bachcha paida hone ke sabab se naho to use haiz kehte hai. Uski muddat kam se kam teen din aur zyada se zyada…

Namaz ka hukm Hamal wali aurat pe kya hai?

Hamal ke dauran peshab ki jagah se paani nikalte rehta hai. Toh kya iss surat mein namaz ya tilawat hosakti hai? Rehumanyi Farmaiye. Jawab: Haamila Aurat Par Namaz Farz Hai. Agar Is Dauran Har dam Aage ke maqaam se Rutoobat…