Q&A

Zaid se kalima e kufr sarzad hogaya

Jiski waja se wo islam se nikal gaya Ab usko tajdeed baiat tajdeed e iman or tajdeed e nikah karna hoga. Zaid ke peero murshid huzur tajush shariya hain To wo tajdeed e baiat kis se karein? Jawab: Is waqt…

Eid mein mehmaan ke ghar se gosht aaye

Toh us gosht ko paka kar, Kya uspar fatiha padh sakte hain. Jawab: Aisa Gosht jise Sunni sahih ul aqeedat ne zebah Kiya ho Lena aur us par fatiha o niyaz karna bila shubah jaayez hai. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood…

Aqeeka Ka gosht takseem Kiya jaaye

Yaa use bana kar Rishtedaro dosto ko khilaya jaye. Jawab: Jis tarah chahein use jaayez jagah istemaal kar sakte hain. Khud bhi kha sakte hain aur jitna chahien musalmano mein taqseem bhi kar sakte hain. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar…

Roze ki halat mein gul ya manjan

Se roze ka hukm kya hoga qaza ya kaffara? Jawab: Gul Manjan ko Agar Is Haisiyat se kare ke Maqsad Daanto ki Mahez safaai ho Us ki Lazzat Maqsood na ho, to Roza makrooh hoga. Jab ke Koi zarra halaq…