Q&A

Sunni hai ya gaire sunni pehchan mushkil hai

To usko salam Karein, ya na karein? Jawab: Is surat mein uske taur Tareeqe se agar wo sunni maloom ho, to salam karne mein harj nahi. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Nakhun cut karke kaha phekna chahiye

Kachre mein phek sakte kya? Jawab: Dafn karde, ya kisi Achchi jagah Phenke. Kachre mein na phenke. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Janaze Ki Namaz Na aati ho

Aur Muqtadi yu kahe ke jo niyat imaam ki woh meri To kya muqtadi ki janaze ki Namaz ho Jaayegi? Jawab: Is Tarah ki niyyat ke jis namaz ki niyyat imam ne ki hai usi namaz ki niyyat mai ne…

Koi agar ye kahe ke ham wali hai

Fir kehte hai ke ham har kam Huzur ﷺ se puchke karte hai Aur jahiri darhi na rakhhe aur kahe ke roohani mein darhi hai. Kya aisa hota hai? Jawab: Hukm zahir par hota hai. Lehaza agar wo darhi mundaata…