Q&A

Kya Istehaza ka khoon napaak hai

Aur agar kapde par lag jaayein toh kapde ka kya hukm hai? Istehaza ki halat mein namaz kaise padhein? Jawab: Istehaza ka khoon bhi Napaak hai. Yaani ek dirham ya us se zyada lag jaayein to kapda na paak ho…

Imaam ruku me tha muqtadi ne takbeer kha liya

hath bandh hi raha, ya bandh liya imaam ruku se quma mein aagaye in surot woh muqtadi ki wo phele rakat count mein aayegi ya nahi? Jawab: Mazkoora surat mein jab ke imam ke sath ruku mein shamil nahi hua,…

Chote bachche Zameen ya bed par peshaab karde

To ab Zameen aur bed ko paak kaise karein? Jawab: Us Zameen ke hisse ko 3 martaba Geele Saaf kapde se pooche. Aur bed agar Ruwi ka hai, to Ruwi Dhunwaaye. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi Khadim…

Election ke douran vote dalne wale ko rishwat

De dete hai Ke ham ko vote dalo. Har party wale political party head kafir hai lekin batne wale candidate musalman hai. Is surat mein wo paise halaal hai ya nahi? Jawab: Leaders election ke dino mein vote ke liye…