Jiski wajah se bakre ki tang Tut gayi.
Fir hamne ek bakre ki to qurbani kardi or dusre ko agli sal ke liye rok Diya hai.
Kya aisa karna durust hai.
Agar durust nahi hai.
To quran aur hadees ki roshni mein is ka masla bataye.
Jawab:
Dono Qurbaniyaan Wajib thi to Qurbani ke dino mein dono shakhs ki janib se do janwar ki qurbani ab wajib rahegi Jab ke wo saheb e istetaat ho.
Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi