Category Meaning

Momin aur Musalman mein kya Farq hai?

Jawab: Iman aur Islam dono Mutaraadif hai. Inferaadi surat mein har ek ka dosre par itlaaq hota hai. Lekin jab dono jama ho jaayein to Iman ka Ta’lluq Baatini umoor se hota hai, jabke Islam ka ta’lluq zaahir se. Iski…

Urdu Mein Meetha lafz ka mana kya hai?

Agar koi Shakhs Meetha Lafz ka istemal huzur Sallallahu alaihi wasallam ke naam ke Saath Karein To Uske liye Shariyat ka kya Hukm Hoga? Jawab: Lafz e Meetha Ka Ma’na Burdbaar khush mizaaj hai Aur iska Istemal ba zaahir Huzoor…

Sulah kulli kise kahte hai?

Jawab: Sulah kulli 2 tarah ke hai. I’eteqadi. Amali. I’eteqadi: Sulah kulli ye hai keh tamam baatil firqo ko haq par jaane, ya kam azkam kisi ek hi baatil firqah ko haq par jaane. Maslan sunni ko haq par jaane…

What Is Fard-E-Etiqaadi?

Fard-E-Etiqaadi (Explicit Obligatory Act): Refers To A Command Of Shariah Which Is Proven By The Distinct Evidence Of Shariah (In Other Words By Such Proof That Is Beyond Any Doubt). According To Hanafi Scholars, One Who Denies This Is An…

Shirk Kise Kehte Hai?

Khudaye Taala Ki Zaat Wa Sifaat Mein Kisi Ko Shareek Thehrana Shirk Hai. Zaat Mein Shareek Thehrana Ka Matlab Yah Hai, Ki Do Yaa Do Se Zyada Khuda Maane. Jaise Essai (Christian) Ki Teen Khuda Maan Kar Musharik Hue Aur…

Batool Paak Ka Mana Or Ye Kiska Laqab Hai

Jawab: Batool Ke Mana Iffat O Ismat Wali Kunwari Ke Hain. Ye Sayyeda Maryam Aur Sayyeda Fatima Zahra radiallahu taala anhu Ka Laqab Bhi Hai. Batool Aisi Khatoon Ko Kaha Jata Hai. Jo Allah Ki Raza Ke Liye Apni Duniyawi…

Gumrah Kise Kahte Hai?

Jawab: Zarooriyaat E Mazhab E Ahl-E-Sunnat Ke Khilaf Aqeedah Rakhne Wala Gumrah Hai. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi