Category Meaning

Rajat karne se murad kya hai?

Iddat ke dauran ya iddat guzar ne ke baad Dono hi sooraton mein 2 hi talaq ka malik rahega? Jawab: Rajat ka maana hai, nikah mein lautana. Yaani zaban se kahe ke maine rajat ki ya nikah mein wapis liya.…

Farishte Kya Hote Hai?

Jawab:nnFarishte Noori Jism Waale Hai.nnALLAH TA?ALA Ne UnKo Yeh Taqat Di Hai Ki Jo Shakl Chahe Bann Jayein, Farishte Kabhi Insan Ki Shakl Bana Lete Hai Kabhi Koi Doosri Shakl.nnFarishte Wahi Karte Hai, Jo ALLAH TA?ALA Ka Hukm Hota Hai.nnFarishte…

Umoom E Balwa Kise Kehte Hai?

Jawab: Umoom E Balwa Wo Hai Jisme Aam O Khaas Sab Mubtala Hon Aur Usse Bachna Bahot Mushkil Ho. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Dozakh Kya Hai?

Jawab: Dozakh Ek Aisa Makan Hai. Jo ALLAH TA’ALA Ki Shaan e Jabbari Aur Jalal Ki Mazhar (Zaahir Hone Ki Jagah) Hai. Kis Tarah ALLAH TA’ALA Ki Rehmat Aur Nemat Ki Koi Hadd Nahi Ki Insaan Shumar Nahi Kar Sakta…

Aqeedah kise kehte hai?

Jawab: Aqeedah “Aqd” se hai jiske Ma’na girah baandhne ke hain. Isse Muraad kisi Shai ki Aisi Tasdeeq hai jisme koi Shak na ho. Aqeedah ko Iman ke Maf’hoom mein bhi liya jaata hai. Yaani kisi baat par dil se…

Qasar Ka Matlab Kya Hai

Aur Qasar Namaz Ka Tarika Kya Hai. Jawab: Arabi Mein Qasar Kehte Hain Kisi Cheez Ko Kam Kar Dene Ko. Namaz Mein Qasar Ye Hai Ke 4 Rakat Wali Farz Namaz 2 Rakat Parhi Jaayein. Qasar Namaz Parhne Ka Wahi…

Jannat Kya Hai?

Jawab: Jannat Ek Makaan Hai. Jise ALLAH TA’ALA Ne Imaan Walon Ke Liye Banaya Hai. Usmein Aisi Aisi Nematein Rakhi Gayi Hai. JinKo Na Aankhon Ne Dekha, Na Kaano Ne Suna Aur Na Koi Un Nematon Ka Guman Kar Sakta…

Harbi Aur Zimmi Kafir Kise Kehte Hai?

Jawab: Kafir Ki 3 Qisme Hain 1) Zimmi: Jo Darul Islam Mein Rehne Ke Liye Badshah E Islam Ko Jiziya De. 2) Mustaamin: Badshah E Islam Ne Jise Amaan Di Ho. 3) Upar Ki Do Qismo Ke Ilawa Jo Ho…