Rajat karne se murad kya hai?

Iddat ke dauran ya iddat guzar ne ke baad Dono hi sooraton mein 2 hi talaq ka malik rahega?

Jawab:

Rajat ka maana hai, nikah mein lautana.

Yaani zaban se kahe ke maine rajat ki ya nikah mein wapis liya.

Ya koi aisa kaam karein jo biwi ke sath halal hai.

Jaise bosa lena, jima karna wagaira.

Har surat mein 2 talaq ka malik rahega.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love