Agar koi Shakhs Meetha Lafz ka istemal huzur Sallallahu alaihi wasallam ke naam ke Saath Karein To Uske liye Shariyat ka kya Hukm Hoga?
Jawab:
Lafz e Meetha Ka Ma’na Burdbaar khush mizaaj hai Aur iska Istemal ba zaahir Huzoor Sallallahu alaihi wasallam ke liye Jaayez hai, koi harj nazar nahi aata.
Khalifa e Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi