Agar Half sleeves tshirt pehenke namaz padhe to kya namaz ho jayegi?
Jawab: Namaz ho jaayegi. Magar Namaz makrooh e tanzihi hai. Khalifa e Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
Jawab: Namaz ho jaayegi. Magar Namaz makrooh e tanzihi hai. Khalifa e Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
Jawab: Fasiq Ko Imam Banana Gunaah Hai. Namaz Uske Pichhe Padhenge Namaz Ho Jayegi. Magar Wo Sahi Ul Kha(n) Hai, Sahi Ul Qira’at Hai, Sahi Ul Tahaarat Hai, To Namaz To Ho Jayegi. Lekin Usku Imam Banana Gunaah Hai. Namaz…
Yani ke namaz ke dauran pehen sakhte hai? Ya bathroom mein? Wagera Wagera Aur Taweez pehna mein kya parhez karna chahiye? Jawab: Taweez pehan sakte hai. Taweez pehenna Hadees se sabit hai. Hazrat e Ayesha razia Allahu anha se marwi…
Jawab: Agar Ayat e Sajda Namaz Ke Bahar Padhi Hai. Toh Fauran Sajda Kar Lena Wajib Nahi. Haan, Behtar Hai Ki Fauran Kar Le Aur Wazu Ho Toh Takheer Makrooh Tanzeehi Hai.
Mas’Ala: Ek Paanv pe khada hona yaani dusre paanv ko zamin se utha Lena Makrooh E Tahrimi Hai. Aur Agar Ujrr ki wajah se Aisa kiya To Harz Nahi. Aalamgeeri 1-65 Mas’Ala: Agar Kiyaam par Qaadir hai Magar sajda nahi kar…
Jawab: Agar Najasate Galiza Ek Diraham Se Zyada Lag Jayein. To Uska Paak Karna Farz Hai. Ki Bagair Paak Kiye Namaz Padhli To Namaz Hogi Hi Nahi Aur Agar Najasate Galliza Ek Dirham Ke Barabar Lag Jayein To Uska Paak…
Unke Liye Kya Hukm Hoga? Jawab: Shalwar Ya Pajaame Wagaira Ke Paiche Andar Ya Bahar Ki Janib Morr Kar Namaz Parhne Se Namaz Makrooh-E-Tahrimi Waajib-Ul-Laada Hogi. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
Hazrat ye Humne masla suna hai. To kya agar wo kisi Imam saheb ke piche namaz padhe jamat ke saath. To namaz ho jayegi, bina karahat ke. Ya Makrooh e tahrimi hi rahegi? Jawab: Uski Namaz makrooh hi hogi jab…
Jawab: Namaz Mein Bilqasd Jamai Lena Makrooh-E-Tahrimi Hai Aur Khud Aaye To Harj Nahi. Magar Rokna Mustahab Hai Aur Agar Rokne Se Na Ruke To Hont Ko Dantto Se Dabaye Aur Is Par Bhi Na Ruke To Dahina Ya Baya…
Jawab: Agar Full Aasteen Ka Kapda Uske Paas Maujood Hai. To Aadhi Aasteen (Half Sleeve) Ka Kapda Pahan Kar Namaz Makrooh E Tanzihi Hogi. Aur Agar Full Aasteen Ka Kapda Maujood Nahin To Karahat Nahin. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Dilshad Ahmad…
Tab Roze Ka Kya Hukm Hai? Masla – Roze mein aurat ka bosa lena galey lagana aur jism ko chuna makrooh hai. Jabki iss baat ka darr ho ke inzaal Hojayega, yaa jima mein mubtela hoga. Hont aur zaban choosna…
Jawab: Ashura Ka Ek Roza Rakhna Makrooh E Tanzeehi Hai. Khalifa-E-Huzoor TajushshariahMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi AmjadiKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi