Aaj kal aise message aam ho rahe hai
Jisme half sleeves mein namaaz padhne mein koi karahat nahi hai bataya jaa raha hai Allah aapki umr aur tandurusti mei barkat de aur hum logo ko din sikh kar uspar sahi se amal karne ki toufik de Jawab: Agar…
Jisme half sleeves mein namaaz padhne mein koi karahat nahi hai bataya jaa raha hai Allah aapki umr aur tandurusti mei barkat de aur hum logo ko din sikh kar uspar sahi se amal karne ki toufik de Jawab: Agar…
hath bandh hi raha, ya bandh liya imaam ruku se quma mein aagaye in surot woh muqtadi ki wo phele rakat count mein aayegi ya nahi? Jawab: Mazkoora surat mein jab ke imam ke sath ruku mein shamil nahi hua,…
Padhne se ho jaigi ya bina rumal nange sar hi padh le. Kya behtar hoga. Islah Karde Hazrat Jawab: Sar pe Rumaal Bandhna Islami tahzeeb ke muwafiq nahi. Musalman ko chahiye ke wo Topi pahenne ki Adat banaaye aur Use…
jisme aankh dukhti hai aur aankh se pani nikalta hai. Jisse wuzu toot jata hai, to aise surat mein JUMMA ki namaz ka kya hukm honga. Kyun ke agar aankh se pani band hone ka intezar karenge to JUMMA ki…
Itna Zoor Se bole Ke Apni Kano Tak Sunai de. To Aisa Karna Sahi Hai? Jawab: Namaz mein Chheenk aayein to jawab na de. Lekin agar kisi ne apni chheenk ka jawab Alhamdulillah keh kar de diya, to Bhi Namaz…
Ke baad qaza namaz, ya nafil namaz, ya Quran Shareef ki tilawat kar sakte hain? Jawab: Mazkoora dono waqto mein Qaza Namazein ada ki ja sakti hain Aur Quraan Paak Tilawat kar sakte hain. Haan Asr ke baad Suraj Doobne…
Operation ki wajah se kursi per baith kar namaz padhna padta hai. Kursi par namaz ada karne ka tarika bataye Jawab: Agar wo Zameen par Sajda nahi kar sakta to Kursi par baith kar Ishare se Namaz parh sakta hai.…
Jawab: Mazkoora shakhs imam ke salam pherne ke baad apni baqiya namaz mukammal kar le. To goya use jumuah ki Namaz mil gayi, magar khutba mein gair hazri ki waja se barkato se mahroom reh gaya. Khalifa e Huzoor Tajushshariah…
Waise hi uthte waqt iska ulta kare pehle se kya sunnat ya musthab hai. Jawab: Sajde mein jate waqt dono ghutne ek sath zameen par rakhein. Haan agar koi uzr ho to pehle dahina rakhein phir baya rakhein. Khalifa…
Jisse qibla ka rukh badlta rehta hai to namaz kaise ada karein? Jawab: Ship jab ke samandar mein chal raha ho, to Qibla ki janib Muh kar ke Namaz shuru karein aur jaise jaise ship ghoomta rahein Wo Shakhs bhi…
Imam Ke Alawa Kam Se Kam Kitne Mard Hone Chahiye. Tab Jumma Hogi? Jawab: Jamat: Imam Ke Alawa Kam Se Kam 3 Mard Hone Chahiye. Agar 3 Gulam, Ya Musafir, Beemaar, Ya Gunge, Ya Anpad Muqtadi Ho. To Jummah Ho…
Jawab: Jo Baatein Ki Namaz Mein Wajib Hai, Unmein Se Kisi Ek Ke Bhool Kar Chooth Jaane Se Sajda e Sahw Wajib Hota Hai. Jaise Farz Ki Pehli, Yaa Doosri Rakat Mein Alhumdu, Ya Surat Padhna Bhool Gaya. Ya Sunnat…