Category Namaz

Kya Tahajjud ki namaz 4 rakat padh sakhte hai

Ya Fir Do Do rakat karke padh sakhna Hai? Jawab: Tahujjud Ki Namaz kam az kam 2 rakat hai aur hadees shareef se 8 rakat tak saabit hai aur do do rakat karke padhein. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Dilshad Ahmad Qadri…

Kya musafir par qasar namaz wajib hai

Ya phir puri namaz ada kar sakta hai? Jawab: Shar’an jo Musafir hai uske liye Qasr Karna waajib hai. Agar poori parhega to gunahgar hoga. Khalifa e Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Fasiq Ke Pichhe Namaz Ho Sakhti Hai?

Jawab: Fasiq Ko Imam Banana Gunaah Hai. Namaz Uske Pichhe Padhenge Namaz Ho Jayegi. Magar Wo Sahi Ul Kha(n) Hai, Sahi Ul Qira’at Hai, Sahi Ul Tahaarat Hai, To Namaz To Ho Jayegi. Lekin Usku Imam Banana Gunaah Hai. Namaz…

Aageh Ghar Mein Jaga Ki Qillat Ho

To Kya Namaz Bed Par Padh Sakte Hai.Fazr Ki Namaz? Jawab: Agar Bed Aisa Ho Ke Sajde Mein Peshani Achhi Tarah Jamm Jayein,To Bed Par Namaz Padhne Mein Harj Nahi. Aur Agar Peshani Na Jame To Namaz Nahi Hogi. Khalifa-E-Huzoor…

Kaunse Namazo Ki Qaza Zaroori Hai?

Jawab: Farz Namazo Ki Qaza Farz Hai. Witr Ki Qaza Wajib Hai Aur Fajr Ki Sunnat Agar Farz Ke Sath Qaza Ho Aur Zawal Se Pehle Padhein. Toh Farz Ke Sath Sunnat Bhi Padhein Aur Zawal Ke Baad Padhein. Toh…