Agar Dua E Qunoot Na Padhe Toh Kya Hukm Hai?
Jawab: Agar Dua E Qunoot Kasdan (Jaan Boojh) Kar Na Padhein. Toh Namaz e Witr Phir Se Padhein Aur Agar Bhool Kar Na Padhein Toh Aakhir Mein Sajda E Sahu Karein!
Jawab: Agar Dua E Qunoot Kasdan (Jaan Boojh) Kar Na Padhein. Toh Namaz e Witr Phir Se Padhein Aur Agar Bhool Kar Na Padhein Toh Aakhir Mein Sajda E Sahu Karein!
Sari Ibadat To Wahadhu Laa shareek Ke Liye Hai? Jawab: Be Shak Namaz Wahadhu Laa Shareek Ke Liye Hai Aur Namaz Ada Karne Par Bande Ko Wahdahu Laa Shareek Ne Jo Kuchh Sawab Ata Farmaya. Woh Sawab Banda Jise Chahe…
Jawab: Is Mein Harj Nahin. Magar Imam Ke Liye Ye Bihtar Nahin. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Dilshad Ahmad Qadri Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi
Jawab: Do Do Kar Ke Padhein. Buzurgo Ka Yahi Mamool Hai. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Dilshad Ahmad Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi
Mas’Ala: Iqamat ke waqt Koi Shakhs Aay To Use Khade Ho Kar Intezar Karna Makrooh Hai. Balki Baith Jaayein Jab “HayyaAlalfalaah” Par Pahunche us Waqt Khada Ho. Yoon hi Jo Log Masjid mein Maujood Hai Wah Bhi Baithe Rahein. Us…
Aisa Karna Kaisa Hai? Jawab: Khwa-Ma-Khwa Sajda E Sahw Na Kiya Jaayein. Jab Namaz Ka Koi Wajib Sahwan Tark Hoto Sajda E Sahw Kiya Jaayein. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
Mas’Ala: Witr ki Namaz Qaza Hogayi Ho to Qaza padhana Wajib hai. Agarche kitna hi zamana ho gaya ho Qasdan (jaan buzh kar) Qaza ki ho ya bhule se qaza ho gayi ho Aur jab Qaza padhein, to usme Dua…
TO SAJDA DURUST HOGA YA NAHI AUR NAMAZ KA KYA HUKM HAI? Jawab: GULOBAND YA PAGDI YA ROOMAAL SE PESHANI CHUPI HO TO SAJDA DURUST HAI, AUR NAMAZ MAKROOH. FATAWA RAZVIYA SHAREEF, JILD-7, SAFA NUMBER-301
To Juma Ki Namaz Hogi. Jawab: Imam Ne Khutba Shrarai Taur Pe Logo Ki Maujoodgi Mein Padha. Magar Kuchh Muqtadi Der Se Aane Ki Wajah Se Khutba Na Soon Sake Aur Unhone Juma Ki Namaz Imam Ke Saath Aad Ki…
Ya Tarteeb Se Pahle Farz Padhe Uske Baad Vitr Padhein? Jawab: Pehle Farz Ada Karein Phir Vitr Parhein. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi
Jawab: Sooraj Doobne Se 20 Mint Pahle Tak Padh Sakte Hai. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Dilshad Ahmad Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi
Jawab: Maghrib Ki Namaz Ka Waqt Suraj Doobne Ke Baad Shuru Ho Jata Hai Aur Uttar (north) Dakhshin (South) Faili Hui Safedi Ke Gayab Hone Se Pehle Tak Rehta Hai. Magar Awwal Waqt Padhna Mustahab Aur Takheer Makrooh.