Agar Koi Zaeef Aurat Jisko Apni Zaeefi ki Wajah se Taraweeh Ki Namaz Padhne mein Mushkil ho Rahi Hai

Hazrat To Aisi Soorat Mein Taraweeh Ki Namaz Na Padhne Par Kya Hukm Hai?

Kya Taraweeh Ki Namaz Ke Badle Kuch Fidya, Ya Kaffara Ada kar Sakti Hai?

Agar Kar Sakti Hai to Kitna Fidya Dena Hoga?

Jawab:

Baith kar Parhein, Ya Toh Ishare Se Parhein.

Ji Haan Taraweeh Sunnat e Muakkidah Hai Aur Us Ka Chhorna Isaa’at (Gunah) Hai.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love