Q&A

Kya Ghaibana Namaz E Janaza Padh Sakte Hai?

Aaj Kal Kisi Ka Inteqal Saudi Mein Hota Hai Aur Uska Dafan Bhi Udhar Hi Hota Hai. Lekin Idhar India Mein Bhi Uski Namaz E Janaza Padhte Hain? Kya Aisa Padhna Durust Hai? Jawab: Ind Al Ahnaaf Ghaibana Namaz E…

Namaz ka hukm Hamal wali aurat pe kya hai?

Hamal ke dauran peshab ki jagah se paani nikalte rehta hai.nnToh kya iss surat mein namaz ya tilawat hosakti hai?nnRehumanyi Farmaiye.nnJawab:nnHaamila Aurat Par Namaz Farz Hai.nnAgar Is Dauran Har dam Aage ke maqaam se Rutoobat nikalti hai,nnTo wo sailaan e…

Kya kisi Kafir ke paiso se iftar party karna sahi hai?

Jaise kisi Neta ne paise deke bola ki party kardo.nnKya aisa karna sahi honga?nnJAWABnnYe siyasi iftar party hai iska shar’an koi lena dena nahi na is par sawab milega.nnBalke agar kafir ko bulaaye to sakht gunahgar hoga.nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar…