Q&A

Kya Platinum Par Zakat Hai

Jawab:Agar maal e tijarat hai to zakat hai, warna nahi. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Kya Baalo Par Mehendi Lagana Sunnat Hai?

Jawab: Agar Baal Safed Ho Jaayein To Unhe Kaale Rang Ke Ilawa Kisi Aur Rang Se Badal Lena Behtar O Mustahsan Hai. Lehaza Mahendi Lagana Sunnat E Mustahibba Keh Sakte Hain. Khalifa E Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Khadim…

Qaza Namaz Ki Witr Ki Tesri Rakat Mein Surah Ke Baad

Allahummag Firli Ki Jagah Par Bhul Se Subhan Allah Padh Liye. Namaz Ho Jayegi Ya Dohrani Hogi. Akhir Mein Sajda E Sahw Bhi Kiya. Jawab: Mazkura Surat Mein Namaz Ho Jaayegi. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi Khadim…

Urdu Me “Meetha” lafz ka mana kiya hai?

Agar koi Shakhs Meetha Lafz ka istemal huzur ? ke naam ke Saath Kare To Uske liye Shariyat ka kya Hukm Hoga?nnJawab:nnLafz e Meetha Ka Ma’na Burdbaar khush mizaaj hai Aur iska Istemal ba zaahir Huzoor ? ke liye Jaayez…