Kafi din se rozgar ki talash mein hu

lekin munasib kaam nahi mil raha hai.

Koi wazifa bataye, jiske padhne se asani ho.

Jawab:

5 waqt Namaz Ba Jamaat ki pabandi karein.

Aur Fajr ke waqt Sunnat ke baad 489 martaba Yaa Fattaahu parhein.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love