Agar koi shakhs kisi badmazhab ki namaz e janaza mein gaya

Lekin namaz e janaza padha nahi sirf mitti diya to kya hukm hoga?

Jawab:

Agar che Namaz e janaza mein shirkat nahi ki magar janaze ke sath jaane ki waja se wo gunahgar hua tauba karein.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love