Ek shakhs baat baat main halal bolna chahta tha

Aur ghalati se haram nikal keh Diya.

Hum ne fauran toka to usne khud kaha ki ghalati se nikal gaya.

Main halal bolna chahta tha, ghalati se nikal gaya.

To us shakhs per kya hukum hai.

Kya us shakhs ko tajdeed e iman karna hoga.

Jawab:

Agar sabqat e lisani ki bina par Halal ki jagah haram.

Ya haram ki jagah Halal keh diya aur Fauran Us ki Tas’heeh bhi karli, to is me harj nahi.

Sankat e lisani ka matlab hai. Aam Lugat mein “zaban fisalna“.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love