Gayab ki namaz e janaza

Agar koi Madina Shareef mein mar jaayein toh India mein uski namaz e janaza pad na kaise hai?

Agar imaam ke aage muqtadi namaz pad rahe hai us hi imaam piche.

Toh namaz hue, ya nahi muqtadi aur imaam ki?

Jawab:

Agar Janaza Maujood na ho aur Us ki Gaayebana Namaz e Janaza parhna Jaayez nahi.

2.Imam ka muqatadio se Aage rehna Imamat ke liye lazim hai.

Lehaza agar muqtadi imam se aage khada hai, to us ki Namaz na hogi.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love