Jabki hamila ko koi takleef nahi. Aise mein roze ka kya hukm hai.
Jawab:
Agar us aurat ko khud ye ehsaas ho ke use bhook ki wajah se kamzori hogi, ya bachche par asar hoga aur wo roza na rakhe to jaayez hai.
Baad mein in rozo ki qaza karein.
Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi