Fir kehte hai ke ham har kam Huzur ﷺ se puchke karte hai
Aur jahiri darhi na rakhhe aur kahe ke roohani mein darhi hai.
Kya aisa hota hai?
Jawab:
Hukm zahir par hota hai.
Lehaza agar wo darhi mundaata hai, to fasiq hai.
Aur fasiq shaitan ka wail ho sakta hai.
Allah ka wail hargiz nahi.
Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi