Zaid apne bete ke saas se nikah kar sakta hai, ya nahi?

Samdhan aur samdhi ek dosre ke liye gair mahram hote hai, ya nahi?

Jawab:

Samdhi Samdhan Apas mein Gair Mahram hain aur Samdhan Agar Mutallaqa, ya bewa ho.

To usse nikah bhi ho sakta hai.

Khalifa e Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love