Kya Meelad Shareef Ki Mehfil Munaqid Karna Biddat E Sayyeaa Hai?

Jawab:

Meelad Shareef Ki Mehfil Munaqid Karna Usme Huzoor E Akram Sallallahu Alahi Wassallam Ki Paidaish Ke Halaat Aur Deegar Fazail wa Munaqib Bayaan Karna Barkat Ka Bais Hai.

Use Biddat E Sayyeaa Kehna Gumrahi wa Bad’mazhabi Hai.

Share your love