Category Imam

Jis Imam Ne teen Jumma Mic Se Namaz Padhaya

Kya Us Imam Ke Piche Namaz Padna Nahi Chahiye? Jawab: Ye Baat Sahih Nahin. Agar Imam Sharait E Imamat Ka Jaame Hai, To Uske Peechhe Namaz Mein Kuchh Harj Nahin. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Dilshad Ahmad Qadri Khadim Dar Al-Ifta Ridawi…

Imam Namaz Padte Waqt Hilte Hai. Kya Hilna Sahi Hai?

Jawab: Khafeef Si Harkat Mein Harj Nahi Aur Daayein Baayein Jhoomna Makrooh Hai. Aur Kabhi Daayein Pair Pe Zor Aur Kabhi Baayen Pair Pe Zor Dene Mein Harj Nahi. Balkeh Sunnat Hai. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Dilshad Ahmad Qadri Razvi Amjadi…