Agar Koi Shakhs Aalim e Deen Mufti Ko Ya Molvi Ko Jahil Kahe To Uspar Kya Huqam Lagega ?

Jawab:

Koi Waaqai Aalim e Deen Hai aur Sahi Masail Bayan Karne Par Use Jahil Kaha Jaayein.

To Agar Ye Zaati Dushmani Ki Wajah Se Hai to Gunaah Aur Agar Uske Ilm e Deen Ki Wajah Se Aisa Kahein to Haraam.

Balke Kufr Bhi ho Sakta Hai.

Khalifa-E-Huzoor TajushshariahMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love