Azaan Ke Jawab Ka Kya Masla Hai, Hayya Alassalaat Aur Hayya Alalfalaah me kya kehna chahiye?

Jawab:nnAzaan Ke Jawab Ka Masla Ye Hai Ki Azaan Kehne Waala Jo Kalimah Kahe.nnToh Sunne Waala Bhi Wahi Kalimah Kahe.nnMagar Hayya Alassalaat Aur Hayya Alalfalaah Ke Jawab Me (La Hau La Walaa Quwwata Illa Billah) Kahe Aur Behtar Ye Hai Ki Doono Kahe,nnAur Fajr Ki Azaan Me Assalaatu Qairum Minannoum Ke Jawab Me (Sadaqta Wa Barrarta Wa Bil Haqiq Nataqta) Kahe!

Share your love