Mas’Ala:- Namaz Me Dusri Rakat Ki Kira’At Pahli Se Tawil Karna Makrooh Hai. Jabki Bayyin (Khula Huwa) Farq maalum hota ho Aur iski Miqdaar Yah Hai ki Agar dono Surato ki Aayate Barabar Hoto 3 Aayat ki Jyaadati se Karahat Hai Aur Chhoti Badi hoto Aayato ki Ta’adaad ka Ehtebar Nahi.
n
Balki Huroof wa Kalimaat ka Ehtebar hai. Kalimaat wa Huroof se Bahut Tafaaut (Farq) ho Agarche Aayate Geenti me barabar ho. Maslan Pehlime ???? ???????? padhi Aur Dusri me ???? ?????? ??????? ???? To Karahat hai. Agarche dono me 8-8 Aayate hai.
n
(Durre Mukhtar Raddul Muhtaar)
n
Bahar-E-Shari’At Hissa Teesra Safa 84
n
??????????????
n
Khalifa e Huzoor Tajushshariah
n
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
n
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
n
??????????????