4 Rakat Wali Namaz Mein Dusri Rakat Mein Surah E Ahad Padhi

Fir Teesri Rakat Me Bhool Se Tabbatyada Shuru Ki Fauran Yaad Agaya Ki Tartib Galat Huyi.nnTo Main Ne Us Surat Ko Chhor Kar Surah Falak Padhi. To Kya Namaz Ho Gayi?nnKya Phir Se Namaz Dohrana Hoga?nnJawab:nnUse Chahiye Tha Ke Jo Surah Shuru Kar Diya Hai Use Hi Mukammal Karta.nnAgar Usne Surah Lahab Chhor Kar Surah Falaq Shuru Kardi, To Gunahgar Hua.nnMagar Namaz Ho Gayi.nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi nKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love