Agar masjid ghar se dhur hai tu kya ghar mein namaz padh sakte hai?

Ghar mein jamat matlab? Kya akela jamat hojayegi?

Jawab:

Agar Ilaaqe mein Masjid nahi, To Ghar mein Namaz parhi ja sakti hai.

Behtar hai ke ghar mein hi Ba-Jamaat Namaz ada karein. Ghar ke kisi fard ke sath.

Jab ke imamat ke laayeq ho, warna tan’ha parhein.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love