Safar mein jo namazein qaza hui thi

wo namazein wapas apne mukami ghar pe aake qasr padna padega, ya puri namaz?

Aur Kya Isha ki witr bhi qaza padna padega?

Jawab:

Jo Namazein Qasr ada karni thi unki qaza bhi qasr hi parhi jaayegi aur witr ki bhi qaza laazmi hai.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love