Farz namazo se pahle Jo sunnat Hain use farz namaz ke baad padh sakte hai ?

Kabhi hum kisi wajah se sirf farz padhe aur phir sunnat bhi padhna chahe to Kya Padh Sakte Hain?nnJawabnnJo farz se pehle sunnat hai uski jagah pehle hi hai.nnLehaza bila uzr e sharai takheer na ki jaaye.nnHaan agar farz ke baad parh liya to namaz ho jaayegi.nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi nKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love