Ruku me kaafi had tak jhuk lete hai, lekin sajda bilkul nahi kar pate.nnTo aisi halat me khade khade namaz ishare se kis tarah padhe.nnJawab inayat farmaye.nnMatlab khade hone ki halat me sajdah ishare se kaise kare aur qaide me kis tarah khade ho.nnJawab:nnAgar Qudrat ho to Ruku ke muqable me sajde me zyada sar jhukaye.nnWarna jitna mumkin ho sar se ishara kar ke ruku sujood kare.nnAur khade hi khade hath chhor kar tashahhud bhi parhe aur namaz mukammal karein.nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi nKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????