Bees (20) Rakatein Taraweeh Ki Namaz Mein Kya Hikmatein Hai ?

Jawab:nnBee (20) Rakatein Taraweeh Ki Namaz Mein Hikmat Yeh Hai Ki Sunnato Se Faraiz Aur Wajibaat Ki Takmeel Hoti Hai.nnAur Subah Se Shaam Tak Farz wa Wajib Kul Bees (20) Rakatein Hai.nnToh Munasib Hua Ki Taraweeh Ki Namaz Bhi Bees (20) Rakatein Ho.nnTaki Mukammal Karne Wali Sunnato Ki Rakat Aur Jinki Takmeel Hoti Hai.nnYaani Farz wa Wajib Ki Rakat Ki Tadad Barabar Ho Jaye.

Share your love