Toh Niyat Kis Tarah Karni Chahiye?nnJawab:nnAisi Surat Mein Jo Namaz Jaise Zohar Ki Qaza Padhni Hai.nnToh Is Tarah Niyat Kare.nnNiyat Ki Maine Char (4) Rakat Namaz Qaza Jo Mere Zimme Baqi Hai Unmein Se Pehle Zohar Farz Ki ALLAH Ta’ala Ke Liye Muh Mera Taraf Kaaba Shareef Ke ALLAHU AKBAR.nnAur Maghrib Ki Padhni Ho, Toh Yoon Niyat Kare.nnNiyat Ki Maine Teen (3) Rakat Namaz Qaza Jo Mere Zimme Baqi Hai Unmein Se Pehle Maghrib Farz Ki ALLAH Ta’ala Ke Liye Muh Mera Taraf Kaaba Shareef Ke ALLAHU AKBAR.nnIsi Tariqe Par Doosri Namazo Ki Niyato Ko Samajhna Chahiye