Agar Koi Namaz Qaza Ho Jaye Jaise Farz Ki Namaz

Toh Niyat Kis Tarah Karni Chahiye?

Jawab:

Jis Roz Aur Jis Waqt Ki Namaz Qaza Ho Us Roz Aur Us Waqt Ki Niyat Qaza Mein Zaroori Hai.

Jaise Agar Juma Ke Roz Fajr Ki Namaz Qaza Ho Gayi, Toh Is Tarah Niyat Karein.

Niyat Ki Maine Do (2) Rakat Namaz Qaza Juma Ke Farz Fajr Ki ALLAH Ta’ala Ke Liye Muh Mera Kaaba Shareef Ke ALLAHU AKBAR.

Isi Par Doosri Qaza Namazo Ki Niyato Ko Samajh Lena Chahiye.

Share your love