Agar Kisi Ke Zimme Farz Namaz Baaqi Hai Aur Wo Nafl Namaz Ada Karta Raha

To Kya Akhirat Mein Wo Nafl Namaz Farz Namaz Ke Barabar Ho Jayegi?

Jawab:

Ji nahi, Balke Jiske Zimme Farz Baaqi Ho, Uska Nafl Qubool Na Hoga, Jab Tak Farz Hattal Maqdoor Ada Na Karle.

Khalifa e Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love