Zyatar Masjid Mein Juma Ki Namaz Ke Waqt Imaam Ke Surah Fatiha Padhte Hi Log Buland Awaz Se Ameen Kehte Hai.

Kya Aisa Karna Sahi Hai?

Puchne Par Kehte Hai Hadees Mein Hai?

Jawab:

Agar Wo Shafai Hai, To Harj Nahi Aur Agar Wo Gair Muqallid Hai, To Use Wo Ahadees Bataayi Jaayein Ke Jis Mein Ameen Ahista Kehne Ka Zikr Hai.

Begair Taqleed E Imam Ke Hadees Par Amal Karna Naaguzeer Hai.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love