4 Rakat Namaz Farz Main Agar Imam Sahab Attahiyyat Padh Rahe Ho

To Imam Sahab Ne Pura Attahiyyat Padh Liya Aur Teesre Rakat Ke Liye Khade Ho Gaye. To Ab Jo Muqtadi Adha Attahiyyat Padha Hai, Ya Aadhe Se Jyada Padh Liya.

To Kya Ab Muqtadi Attahiyyat Pura Karke Khade Hona Chahiye.

Ya Imam Sahab Ke Sath Khade Ho Jana Chahiye.

Jawab:

Muqtadi Attahiyyaat Mukammal Padh Ke Phir Teesri Rakat Ke Liye Khada Ho.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Dilshad Ahmad Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love