Tahajjud ki namaz ka tarika bataye?

Jawab:

Is namaz ka koi alag tarika nahin, ye namaz bhi usi tarah padhi jaati hai jis tarah aam namazein padhi jaati hain.

Albattah iska waqt isha ki namaz ke baad soo kar uthne ke baad hai.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Dilshad Ahmad Qadri
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love