Safar Me Imam Ke Sath Namaz Ada Kare To Qasar Padhni Hai Ya Puri.

Aur Agar Imam Bhi Musafir Hai To Is Surat Me Imam Puri Parhe Ya Qasar.

Jawab:

Imam Muqeem Hai To Wo 4 Rekaat Parhega Aur Muqtadi Bhi Uske Peeche 4 Hi Ada Karega.

Agarche Wo Musafir Ho.

Aur Imam Musafir Ho To 2 Ada Karega Aur Muqtadio Mein Jo Musafir Ho Wo Bhi 2 Hi Rekaat Ada Karein.

Jab Ke Muqeem 4 Mukammal Karein.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love