Sajda Sahu ke Baad Bhi Attahiyat Padhna kaisa hai?

Sajda Sahu ke Baad Bhi Attahiyat Padhna kaisa hai?nnMas’Ala: Sajda E Sahu ke baad Bhi attahiyat padhana wajib hai. Attahiyat padh kar salam phere Aur Behtar yah hai ki dono Qa’do me Darood Sharif bhi padhe.nn(Aalamgeeri)nnAur yah Bhi Ikhtiyaar hai ki pahle Qa’da me attahiyat wa darood padhe Aur dusre me sirf attahiyat.nnMas’Ala: Wajibaat e Namaz me jab koyi wajib bhule se reh jaye, to uski talaafi yaani kami ko pura karne ke liye Sajda Sahu wajib hai.nnAur uska tarika yah hai ki attahiyat ke baad dahini Taraf salam pher kar Sajda kare phir attahiyat wagairah padh kar salam pehre.n

(Aamma-E-Qutub)

n

Bahar E Shari’At 4tha Hissa Safa No 42,43

n

??????????????nKhalifa e Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love