Agar Namaz Me Attahiyat Ke Baad Durood e Ibrahim Aadha Padhe

Uske Baad Yaad Aajaye Ki 3 Ri Rakat Mein Uthna Tha.nnTo Kya Kare. Kya Sajda E Sahu Karna Padhega?nnJawab:nnAgar Wo Nafl Namaz Parh Raha Hai, To Us Par Sajda E Sahu Nahi.nnAur Agar Farz, Ya Wajib, Ya Sunnat E Muakkidah Hai.nnTo Us Par Sajda E Sahu Wajib Hoga.nn??????????????nKhalifa E Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar QadrinKhadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love