1) Ragon ka khoon
2) Pittah
3) Phunkna
4) Alamat e Maadah
5) Alamat e Narr
6) Baize
7) Gudood
8) Haraam Magz
9) Gardan ke 2 putthe keh shano tak khinche hote hai.
10) Jigar ka khoon.
11) Tilli ka khoon
12) Gosht ka khoon ke baa’d e zabah gosht men se nikalta hai
13) Dil ka khoon
14) Pitt yani woh zard paani ke pitte mein hota hai.
15) Naak ki rutoobat ke bhed mein aksar hoti hai
16) Paakhana ka maqaam
17) Ojhdi
18) Aante
19) Nutfa
20) Woh nutfa ke khoon ho gaya
21) Woh ke gosht ka lothda ho gaya
22) Woh ke poora Jaanwar ban gaya aur murdah nikla, ya be zabah mar gaya
Fatawa Razviyah Jild 8 Safah 327
BOOK NAME – FAZAAIL O MASAAIL E EIDUL AZHA O QURBAANI
Khalifa e Huzoor Tajushshariah
Mufti Dilshad Ahmed Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi